登入選單
返回Google圖書搜尋
ADAON SAY LOOTA ( Attracting Thru Coquetry , Deeds and Beauty ) - Poetry Book 1
註釋All Urdu Shayari in this Book is Original, Composed by the Author as a Life-Time's workon 5 Subjects:-HUSN-O-ISHQ ( Romance , Love & Beauty )HAKIKI ( SPIRITUALISM )MAJAZI ( WORDLY LIFE )MAZAHIYA ( FUNNY )MAIKASHI ( LIQOUR DRINKING )English/Roman script is used for the Urdu ShayariEnglish meanings are given for Difficult Urdu words POEM EXCERPTS,FROM BOOKHUSN-O-ISHQ1 KUTL-AY-AAM"Sharma",Kab subha hui,kab voh shaam kar gayeeDaykhtay he Daykhtay,voh kutl-ay-aam kar gayee2 AANKHON KI KEHANI"Sharma",Aankhon aankhon main,aankh bacha,aankhon ki kehani,aankhon ki zubaniAankhon nay,aankhon ko,aankhon say,aankhon ko kehi,aankhon nay suni3 AANKHON AANKHON MEINAankhon nay samjhaa hai,jo aankhon nay samjhaiya haiAankhon nay,aankhon aankhon main,jo khel rachaaya haidaykhnay walay daykh rahey thhay,magar dekh na payay"Sharma",Aankon nay,aankhon say,aankh bacha jo betaaya hai4 JAWANI SAY LOOTAjawani nay,jawani ko,jawani main"Sharma",jawani say,jawani bhar,bharpur LootaHAKIKI1 KHUDA HAI KEH NAHINKoi kahey Khuda hai,koi kahey nahinFursat main sochengey,kayh hai kayh nahinKhuda hai kayh nahin,sochna zaroori bhi nahinKero kaam,bina kaam tou guzara bhi nahinKeh gayay danaa,kaam hai bandagi"Sharma",Kaam ka kaam,bandagi ki bandagiMAJAZI1 MOHAVARAYVoh junoon he kya,jo rafa dafa ho gayaVoh aashiq he kya,jo baywafa ho gayaVoh reendh he kya,jo nasha ho gayaVoh dost he kya,jo khafa ho gaya Voh jooaa he kya,jo nafa ho gayaVoh kila he kya,jo fateh ho gayaVoh daag he kya,jo safa ho gayaVo waada he kya,jo wafa ho gaya2 MOHAVARAVoh sawal he kya,jo hel ho gayaVoh dil he kya,jo sang-dil ho gaya3 JAZBA-AY-ISHQ Jazba-ay-ishq say he,her shai ko paana haimashook ko paana hai,ya Khuda ko paana haiMAZAHIYA1 BACHAAOU,BACHAAOUbachaaou,bachaaou,bachaaou,bachaaou,Loot Leeyaabachaaou,bachaaou,Loot Leeyaa,Loot LeeyaaKya hou gaayaa ? Kya hou gaayaa ?Kiss nay Loota ? Kiss nay Loota ?inhon nay Loota,inhon nay Lootainhon nay Loota,inhon nay LootaKinhon nay Loota ? Kinhon nay Loota ?Kinhon nay Loota ? Kinhon nay Loota ?Haseenoun nay Loota,Haseenoun nay LootaHaseenoun nay Loota,Haseenoun nay LootaKya maaraa peetaa ? Kiss taraah Lootaa ?such such bataao,hai kaisay Loota ?aray yaarou,hai jab bhi Lootahai burhey he pyar say Lootaadaon say Loota,adaon say Lootaadaon say Loota,adaon say Loota"Sharma",Jaaou,maazaay karou,Khush-kismat houjo haseenoun nay adaon say LootaMAIKASHI1 DEHATIHum oak say peenay walay hain |||| "oak say peenay" ( Drink by Hand-fulls )Yeh chota,patiala Hum kya jaanayHum jo miley,peenay walay hainYeh rum,whiskey Hum kya janenHum jaisay milay,peenay walay hainYeh paani,soda Hum kya janenHum bismillah keh,peenay walay hainYeh cheers,god bless Hum kya janenHum jehan milay,peenay walay hainYeh mey-khaana,bar,Hum kya janenhamain koi pilayay,peenay walay hainYeh saaki,barman,Hum kya janenHum jeb milay,peenay walay hainYeh party,yeh jashn,Hum kya janenHum jitni milay,peenay walay hainYeh thori,zyada,Hum kya janenHum her mausam,peenay walay hainYeh garmi,sardi,Hum kya janenHum mast hain,peenay walay hainYeh dosti,dushmani,Hum kya janenHum dehati hain,peenay walay hainYeh manners ( saleeka ),etiquettes ( adaab-ay-majlis ),Hum kya janenAUTHORA Life-Time Exposure to Urdu Poetry ( of 60+ Years )Born on August 22 1938 in India,in a Family well-versed with Urdu & Urdu poetrySchooled in Urdu Graduate - Panjab University,Govt. College,Ludhiana,IndiaPUBLISHED WORKS2 Books in Urdu Shayari on Amazon.com,Kindle Shayari published in various periodicals PROFESSIONWing Commander, Flier, Defence Officer, IndiaPASSIONS:-Public Speaking,Chess,T.T.,HockeyREVIEWS"sets the reader's imagination aflight"-Varun Sharma"enriches the reader with an enjoyable, subkime experience"-Vivek Sharma